Dada Dadi Jokes

Ek dada-dadi ne jawani ke dino ko yaad karne ka faisla kiya.
Agle din dada Phool lekar wahin pahuncha, Jahaa wo jawani ke dino mein mila karte the.
Waha khade khade dada ke pairo mein dard ho gaya,
Lekin dadi nahin aayi!

Ghar jakar Dada gusse se: Aayi kyun nahin??
Dadi sharmate hue boli: Mummy ne aane nahin diya!! :-D

Add a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

%d bloggers like this: